Aab to shehron se Khabar aati hai Deewana ki
Aab to shehron se Khabar aati hai Deewana ki
koi pehchan hi baqi nahi viranoon ki
Un ko kya fikar ke mein
Un ko kya fikar ke mein paar laga ya dooba
behas karte rahay saahil pay jo tufanoon ki
Is rishta lateef ke asaraar kya khulein
is rishta lateef ke asaraar kya khulein
to samnay tha aur tasawwur kkhuda ka tha
Tujh se kis terhan mein izhaar tamanna karta
Tujh se kis terhan mein izhaar tamanna karta
lafz soojha to ma-ani ne baghaawat kar di
Aik lamhay ko thehr mein tujhe pathar laa dun
Rait se buut nah bana ae marey achay fun car
aik lamhay ko thehr mein tujhe pathar laa dun
Mein tre samnay ambaar laga dun lekin
Mein tre samnay ambaar laga dun lekin
kon se rang ka pathar tre kaam aaye ga
Pahar torrey gaye aur mehal banaye gaye
Hamesha zulm ke manzar hamein dukhaay gaye
pahar torrey gaye aur mehal banaye gaye
Ma’aloom Hi Nahi Kidhr Ja Rahe Hain Ham
Ik Umer Se Fareb-e Safar Kha Rahay Hain Ham
Ma’aloom Hi Nahi Kidhr Ja Rahe Hain Ham
Mein tra husn tre husn bayan tak daikhon
sirf is shoq mein poochi hain hazaron baatein
mein tra husn tre husn bayan tak daikhon
mein tra husn tre husn bayan tak daikhon
Dil gaya tha to yeh ankhen bhi koi le jata
Dil gaya tha to yeh ankhen bhi koi le jata
Mein faqat aik hi tasweer kahan tak daikhon
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section