This poem will be taken from Sagar Saddaqi's book.Saghar Siddiqui is a great poet of Pakistan.He wrote very sad and loving poetry.
Hai Dua Yaad Magar Harf-E Dua
Hai Dua Yaad Magar Harf-E Dua Yaad Nahi
Mere Naghmaat Ko Andaaz Nawa Yaad Nahi
Zindagi Jabr-E Musalsal Ki
Zindagi Jabr-E Musalsal Ki Tarah Kaati Hai
Jane Kis Jurm Ki Payi Hai Saza Yaad Nahi
Dunya Ki Haqeeqat Kya Kehye Kuch
Ab Apni Haqeqat Bhi Saghar Be Rabat Kahani Lagti Hain
Dunya Ki Haqeeqat Kya Kehye Kuch Yaad RAHI Kuch Bhol Gaye
Log Ab Zindagi Ke Mujram Hain
Gham Ke Mujram, Khushi Ke Mujram Hain
Log Ab Zindagi Ke Mujram Hain
Aey Dil Be Qarar Chup Ho Ja
Aey Dil Be Qarar Chup Ho Ja
Ja Chuki Hai Bahar Chup Ho Ja
Main ne palkon se dar-e-yar pe
Main ne palkon se dar-e-yar pe dastak di hai,
Main woh sayel hoon jise koi sadaa yaad nahin
Log kehte hain ke saaghar ko khuda
Aao ik sajda karen alam-e-madhoshi main,
Log kehte hain ke saaghar ko khuda yaad nahin
yeh jo deewany se do chaar nazar
yeh jo deewany se do chaar nazar atay hain
un mein kuch sahib asaraar nazar atay hi
sab tumahray hi tarafdar nazar
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section