Na koi gham khazan ka hai
Na koi gham khazan ka hai na hai khwahish baharon ki
Hamary sathi hai amjad kisi ki yad ka mosam
Bas aik asshk nedamat ne saaf kar daaley
bas aik asshk nedamat ne saaf kar daaley
woh sab hisaab jo hum ne utha ke rakhay thay
Chand Ke Sath Kye Dard Purane Nikle
Chand Ke Sath Kye Dard Purane Nikle
Kitne Gham They Jo Teray Gham Ke Bahane Nikle
Ishara Ho Nahi Sakta Pukara Ja Nahi Sakta
Bahut Nazdeek Ho Kar Bi Wo Itna Door Hai Muj Se
Ishara Ho Nahi Sakta Pukara Ja Nahi Sakta
Chehray pay marey zulff ko phelao kisi din
chehray pay marey zulff ko phelao kisi din
kya roz garajte ho baras jao kisi din
Mein apni har ik saans isi raat ko day dun
Mein apni har ik saans isi raat ko day dun
Sir rakh ke marey seenay pay so jao kisi din
Dil ki deewar pay urrtay rahay malbos ke rang
Dil ki deewar pay urrtay rahay malbos ke rang
Der tak un mein tri yaad ka sayaa cham
Kya kya hamaray khawab thay
Kya kya hamaray khawab thay, jane kahan pay kho gaye
Tum bhi kisi ke sath ho, hum bhi kisi ke ho gaye
Is Tarha Meari Rat Ko Chamkaow Kesi Din
Guzrein Jo Meary Ghur Say Tu Urr Jayein Sietare
Is Tarha Meari Rat Ko Chamkaow Kesi Din
subah hui to shehar ke
subah hui to shehar ke' shore mein yun bikhar gaye
jaisay woh aadmi nah thay' naqsh o nigaar aabb thay
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section