Parveen Shakir was a great Urdu poet. Parveen Shakir, a woman poet from Pakistan, with a mind to manage a lot of voices from Asian countries. She expressed traditions and her life experience belief in the form of the poetry. Her poetry has a pain of love for the peoples of all ages. She is regarded as a great poet in Urdu literature. Her work cannot be ignored.
Itne Ghane Badal Ke Peche
Itne Ghane Badal Ke Peche
Kitna Tanha Ho Ga Chand
Umar Bhar Hawa Se Meri
Guftagu Hai Bohat
Shehr Ko Teri Justaju Hai Bohat
In Dino Ham Pey Guftagu Hai Bohat
Arzoo Hai Bohat
Jab Se Parwaaz Ke Shareek Miley
Ghar Bananay Ki Arzoo Hai Bohat
Mar Bhi Ja'on
مر بھی جا وں تو کہاں لوگ بھلا ہی دیں گے
لفظ میرے مرے ہوں کی گواہی دیں گے
پروین شا کر
Mar bhi ja'on to kahan log bahla hi dein gey
Lafz Mere Mry Hun ki Goahi dein gey
Mangne Wale Ki Hajat
Dene Wale Ki Masehyat Pe Hai Sab Kuch Moqof
Mangne Wale Ki Hajat Nahi Dekhi Jati
Main Dil SE Roon Gi
Badan Ke Karb Ko Wo Bi Samaj Na Paye Ga
Main Dil Se Roon Gi Aankhon Se Muskraon Gi
Aesi Barsatain Ke Badal begata
Tera Ghar Aur Mera Jungle Bhegta Hai Sath Sath
Aesi Barsatain Ke Badal Bhegta Hai Sath Sath
Saba To Kya Ke Mujhe Dhoop
Saba To Kya Ke Mujhe Dhoop Tak Jaga Nah Saki
Kahan Ki Neend Utar Aayi Hai In Aankhon Mein
Band Kar Ke Meri Aankhein
Band kar ke Meri Aankhein Wo Shararat se Hanse
Bhoje jane ka Mein Har Roz Tamasha Dkhon
Sota ho Ga Mera Chand
Raat ke Shayad Aik Baje Hain
Sota Ho Ga Mera Chand
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section