Mirza Ghalib is a famous Urdu poet. This poetry is taken from his book.
Na Hoi Gar Mere Marne Se Tasali
Na Hoi Gar Mere Marne Se Tasali Na Sahi
Imtihan Aur Bhi Baqi Ho Tu Ye Bhi Na Sahi
Bulbul Ke Karobar Pey Hain
Bulbul Ke Karobar Pey Hain Khanda Hae Gul
Kehte Hai Jis Ko Ishq Khalal Hai Dimagh Ka
Har Sham Ye Sawal, Mohabat Se
Har Sham Ye Sawal, Mohabat Se Kiya Mila
Har Sham Ye Jawab Ke Har Sham Ro Paray
Jis Dil Pe Naaz Tha Muje Wo Dil
Arz Niaz Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Jis Dil Pe Naaz Tha Muje Wo Dil Nahi Raha
Wo Muj Se Bichar Kar Ab Tak Roya
Wo Muj Se Bichar Kar Ab Tak Roya Nahi Ghalib
Koi Tu Hai Hamdard Ju Usay Rone Nahi Deta
Tum Salamat Raho Hazar
Tum Salamat Raho Hazar Baras
Har Baras Ke Hon Din Pachas Hazar
Dil Ke Khush Rakhne Ko Ghalib
Ham Ko Ma’alom Hai Jannat Ki Hqeqat Lekin
Dil Ke Khush Rakhne Ko Ghalib Yeh Khayal Acha Ha
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section