Noshi Gilani Best Poetry In Urdu 2 Line

Tuj Se Ab Aur Mohabat

Noshi Gilani Best Poetry In Urdu 2 Line

Tuj Se Ab Aur Mohabat Nahi Ki Ja Sakti
Khud Ko Itni Bhi Azyat Nahi Di Ja Sakti


Mohabat Main Kahin

محبت میں کہیں کم ہو گیا ہے
مرا تجھ پر یقیں کم ہو گیا ہے



Mohabat Main Kahin Kam Ho Gaya Hain
Mera Tujh Par Yaqeen Kam Ho Gaya Hai


Titlyan Jugnu Sabhi Ho Gey

Noshi Gilani Best Poetry In Urdu 2 Line

Titlyan Jugnu Sabhi Ho Gey Mgar Dekhe Ga Kon
Ham Saja Bhi Len Agar Dewar Magar Dekhe Ga Kon


Kisi Harf Mein Kisi Baab

Noshi Gilani Best Poetry In Urdu 2 Line

Kisi Harf Mein Kisi Baab Mein Nahi Aaye Ga
Tra Zikar Meri Kitaab Mein Nahi Aaye Ga


Dua Yehi Hai Usay Mujh

میں بد دعا تو نہیں دے رہی ہوں اُس کو مگر
دعا یہی ہے اُسے مُجھ سا اب کوئی نہ ملے



Main Bad-Dua Tu Nahi Dey Rahi Hun Us Ko Magar
Dua Yehi Hai Usay Mujh Sa Ab Koi Na Milay


Usay Laakh Dil Se Pukaar

Noshi Gilani Best Poetry In Urdu 2 Line

Usay Laakh Dil Se Pukaar Lo Usay Dekh Lo
Koi Aik Harf Jawab Mein Nahi Aaye Ga


Dil Tha Ke Khush Khayaal

Noshi Gilani Best Poetry In Urdu 2 Line

Dil Tha Ke Khush Khayaal Tujhe Dekh Kar Sun-Hwa
Yeh Shehar Be Misaal Tujhe Dekh Kar Sun-Hwa


Ik Shakhs Kitabon Jaisa Tha


اِس شہر میں کتنے چہرے تھے کچھ یاد نہیں سب بھول گئے
اک   شخص  کتابوں  جیسا  تھا  وہ  شخص  زبانی  یاد   ہوا


Iss Shehar Mein Kitney Chehray Thay Kuch Yaad Nahi Sab Bhool Gaye
Ik Shakhs Kitabon Jaisa Tha Woh Shakhs Zabani Yaad Sun-Hwa


Aur Mujh Se Yeh Kamaal

Noshi Gilani Best Poetry In Urdu 2 Line

Aayi Nah Thi Kabhi Marey Lafzon Mein Roshni
Aur Mujh Se Yeh Kamaal Tujhe Dekh Kar Sun-Hwa


Dil Ka Kya Hai Dil

Noshi Gilani Best Poetry In Urdu 2 Line

Dil Ka Kya Hai Dil Ne Kitne Manzir Dekhe Lekin
Aankhen Pagal Ho Jati Hain Aik Khayal Se Pehle

Post a Comment

0 Comments