Best of Munir Niazi Poetry in urdu 2 Line

Khoon Sa Lag Gaya


Khoon Sa Lag Gaya Hai Hathon Mein
Charh Gaya Zeher. . Gul Masalte Hi


Apny Ghar Ko Wapis

Best of Munir Niazi  Poetry in urdu 2 Line

Apny Ghar Ko Wapis Jao Ro Ro Kar Samjhata Hai
Jahan Bhi Jaon Mera Saya Pechy Pechy Aata Hai


Khayaal Jis Ka Tha Mujhe


خیال جس کا تھا مجھے خیال میں ملا مجھے 
سوال کا جواب بھی سوال میں ملا مجھے 


Khayaal Jis Ka Tha Mujhe Khayaal Mein Mila Mujhe
Sawal Ka Jawab Bhi Sawal Mein Mila Mujhe 


Koi Tu Hai Munir

Best of Munir Niazi  Poetry in urdu 2 Line

Koi Tu Hai Munir Jisay Fikar Hai Meri
Ye Jaan Kar Ajeeb Se Hairat Hui Muje


Jaante Thy Dono Ham 

Best of Munir Niazi  Poetry in urdu 2 Line

Jaante Thy Dono Ham Us Ko Nibah Nahi Sakte
Us Ne Waada Kar Liya Mein Ne Bhi Waada Kr Liya


Bujh Gaya Dil

آ گئی یاد شام ڈھلتے ہی

بُجھ گیا دل ۔۔ چراغ جلتے ہی


Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Bujh Gaya Dil. . Chairag Jaltay Hi


Jitney Ham Thy Ham

Best of Munir Niazi  Poetry in urdu 2 Line

Ghair Se Nafrat Jo Pali Kharch Khud Par Ho Gyi
Jitney Ham Thy Ham Ne Khud Ko Us Se Aadha Kar Liya


Khwahishen Ghar Se Bahar

Best of Munir Niazi  Poetry in urdu 2 Line

Khwahishen Ghar Se Bahar Dor Jaane Ki Bohat
Shoq Lekin Dil Mein Wapis Lot Aane Ka Tha


Khwab Hote Hain

Best of Munir Niazi  Poetry in urdu 2 Line

Khwab Hote Hain Dekhne Ke Liye
In Mein Ja Ka Magar Raha Na Karo


Ik Zara Si Hwa Ke Chaltay Hi

Best of Munir Niazi  Poetry in urdu 2 Line

Khul Gaye Shehr-e Gham Ke Darwazay
Ik Zara Si Hwa Ke Chaltay Hi

Post a Comment

0 Comments