Jo hum pay guzri so guzri
Jo hum pay guzri so guzri magar shab Hijran
Hamaray asshk tri aqibat sanwaar chalay
Sukoon qalb idhar bhi nahi
Yeh ehad tark mohabbat hai kis liye aakhir
Sukoon qalb idhar bhi nahi idhar bhi nahi
Aaye to Yun ke Jaisay Hamesha
Aaye to yun ke jaisay hamesha thay meharban
Bholay to yun ke goya kabhi aashna nah thay
Ik Aesi Rah Pe Jo Teri Rah
Na Jane Kis Liye Umeedwar Betha Hun
Ik Aesi Rah Pe Jo Teri Rah Guzar Bhi Nahi
Magar Phir Bhi the Ghar ki
Mein aksar kho sa jata hon gali Cochon ke jungle mein
Magar phir bhi tre Ghar ki nishani Yaad rakhta hon
Phir Bhi Masroof-e Intezaar Hai Dil
Wo janta Hai Ke Wo Na Aayen Gey
Phir Bhi Masroof-e Intezaar Hai Dil
Wo Bichrra To Phir Kabhi Subah Na Hui
Wo Bichrra To Phir Kabhi Subah Na Hui
Raat Hi Hoti Gayi Har Raat Kay Baad
Kitni Hasrat Thi Kay Injaam
Kitni Hasrat Thi Kay Injaam Badal Jayega
Aakhri Warq Kayi Baar Palat Kay Dekha
Mohabat Karne Walon Ki Tajarat Bhi
Mohabat Karne Walon Ki Tajarat Bhi Anokhi Hai
Manafa Chor Dete Hain Khasaray Baant Lete Hain
Tum aaye ho nah shab intzaar
Tum aaye ho nah shab intzaar guzri hai
Talaash mein hai sehar baar baar guzri hai
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section