This poetry is taken from the book of Jaun Elia. He wrote many ghazals and poems and his poetry is heart touching.
Muj Ko Khwahish Hi Dhondne
Muj Ko Khwahish Hi Dhondne Ki na Thi
Muj Mein Khoya Raha Khuda Mera
Aaj Mujh Ko Bohat Bura
Aaj Mujh Ko Bohat Bura Keh Kar
Aap Ne Naam Tu Liya Mera
Apnay Sab Yaar Kaam Kar
Apnay Sab Yaar Kaam Kar Rahy Hain
Aur Ham Hain Ke Naam Kar Rahy Hain
Kis Liye Dekhti Ho Aaina
Kis Liye Dekhti Ho Aaina
Tum To Khud Se Bhi Khobsorat Ho
Apna Rishta Zameen Se
Apna Rishta Zameen Se Hi Rakho
Kuch Nahi Aasman Main Rakha
Meri tareef karay ya mujhy
Meri tareef karay ya mujhy badnaam karay
Jis ne jo baat bhi karni hai sar-e aam karay
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section