Parveen shakir best, famous sad & romantic ghazal in urdu and lot of other poetry. Here is a best collection of Parveen Shakir poetry/shyarie,Ghazal in Urdu/Hindi.
Jab duhoop thi qisamt to shajar kis ke leyy tha
Be fyez rafaqat mien smar kis ke leya
jab duhoop thi qisamt to shajar kis ke leyy tha
pardes mein souna tha to chht kis leyy dali
bhar hi nikalna tha to ghar kis liyy tha
jis khak sy phota hai usi khak ki khusboo
pehchan na paya to hanar kis ki liyy tha
aay madr giti teri harhat bhi bhi baja hai
tery hi kaam na aaya to sar kis ke leyy tha
yuen sham ki dashat mien sar dashat arada
rkana tha to phir sara safar kis liyy tha
Jamal Bn Kar Mere Ankh Main Samati Ho
Jamal Bn Kar Mere Ankh Main Samati Ho
Khayl Bn Kar Mera Dil Ko God Godati Ho
Kaml Bn Kar Mere Zindgai Banati Ho
Wasal Bn Kar Mera Hoslay Barhati Ho
Sawsal Bn Kar Khayaloun Main Stati Ho
Zawal Bn Kar Payar Ke Inteha Smjhati Ho
Khuda Gawa Hai Mujay Tm Yad Ati Ho
Main Apne Doste Ko Shahair
Main Apne Doste Ko Shahair Main Roswa Nahin Karte
Mohabat Main Bhe Karte Hoon Mugar Chrcha Nahi Karte
Ju Mujjh Say Milnay Ajy Main Us Ke Dil Say Khadem Hoon
Ju Uth Kay jana chahe Main Usay Roka Nahi karte
Jisi Mein Chor Dite Hoon Usay Phair Bhol Jate Hoon
Phair Us Haste ke Janeb Main Kabai Deakha Nahi karte
Tira Israr Ser Ankhoon Pay Kay Tam Ko Bhol Jaon Main
Main Koshish Kar Kay Dekhu Gi Magar Wada Nahi Kartes
Pehli Ka Chand Ban Kar
Wo Ja Chuka Hai,
Magar Judai Se Qabal Ka
Ik Narm Lamha
Thehar Gaya Hai
Meri Hatheli Ki Pusht Par
Zindagi Mein
Pehli Ka Chand Ban Kar
Ye Kaab Kihte Hon Tm Meray Gallay
Ye Kaab Kihte Hon Tm Meray Gallay Ka Har Ho Jaow
Wahin Say Lout Jana Tm Jahan Say Be Raz Ho Jaow
Mulaqatoon Mein Waqfa Iss Liaya Hona Zarori Ha
Kha Tm Ik Din Judaye Kay Liaya Tayar Ho Jaow
Boohat Jalad Samajh Mein Aanay Lagtay Ho Zamanay Ko
Bohat Aasan Ho Thoray Boohat Dushwar Ho Jaow
Balaa Ke Dhop Say Aayi Hon Mera Hal To Deakho
Bas Aab Aesa Karo Ka Tm Saya e Deewar Ho Jaow
Abhi Parhnay Kay Din Hain Leikh Bhi Lena Hal e Dil Apna
Maggar Likhna Tabahi Jab Layeq e Izhaar Ho Jaow
Apni hi sdaaa sanaoo kahan tak
Apni hi sdaaa sanaoo kahan tak
jangl ki hawa rhaun kahan tak
har bar hawa na ho gi dr par
har bar magar uthon kahan tak
dm gathta hai ghar mein jis wo hai
khoshabo ke leyy rukon kahan tak
phir aake hawein khoal dey gi
zakham apna rafow krwn kahan tak
sa hal pe samndron se buch kr
mein naam tera likhon kahan tak
tnhai ka aik aik lamha
hngamon se qarz loon kahan tak
garalms nahi to lafz hi bhej
mein tujh se juda rahon kahan tak
mansob ho har kran kisi se
apne hi liyy jalwaon kahan tak
nichal mere bhar ke pahat rhae hain
phool as ke liyy chunon kahan tak
Buhat roya wo hum ko yad karke
Buhat roya wo hum ko yad karke
hamari zindgi brbad krke
hamari zindgi brbad krke
wo deykhey to humin aazad kr ke
rahaai ki koi suoort nahi hai
magar haan minat seyaad kr ke
badan mere chhwa tha as ne leykan
gya hai rooh ko aabad karke
har aamar tol dyna chahata hai
maqarr zulam ki miyaad krke
Tooti meri neand magar tum
Tooti meri neand magar tum ko as se kia
bajte rahien hawaon se darm tum ko as se kia
tum mouj mouj meshal sabha goumte raho
kat jaein meri souch ke par tum ko as se kia
auraun ka haath thamo unhin rasta dakhao
mein bhol jaauoon apna hi ghar tum ko as se kia
abr grezpa ko brsene se kia ghraz
siapi mien ban na paya gehar tum ko as se kia
ley jaein mujh ko maal ghnimat ke saath aduo
tum ne daal di hai supr tum ko as se kia
tum ne tahk ke dusht mein kheme laga liyy
tnha kaate kisi ka safar tum ko as se kia
Dil ki galian bari sunsan hain aay koi
Aks khooshabo hun bikhrne se na roke koi
aur bikhar jaaoon to mujh ko na semete koi
kaanp uthti hun mein ye souch ke tanhai mein
mere chre pe tera naam na parh ley koi
jes tarah khawab mere hogey reza reza
is tarah se na kabhi toot ke bikhrey koi
mein to is din se haraasan hun keh jab hukam milay
khushak phoolon ko kitaboon mein na rakhay koi
ab to as raah se wo shakhas guzarta bhi nahi
ab kis ameed pe darwazey se jhanke koi
koi aahat koi awaz koi chap nahi
dil ki galian bari sunsan hain aay koi
Hawa Mehak Uthi Ranga Chaman Bdlane lagas
hawa mehak uthi ranga chaman bdlane lagas
wo mere samne jab peharn bdlne
beham hoay hain to ab gaftgo nahi hoti
beaan haal mein tarz sakhan bnlne laga
andehrey mein bhi mujay jagmaga gyaa hai koi
bus ak negaa se ranga badan bdlne laga
zara si dyar ko barsh ruki thi shaakhoon par
mazaj sosan wa sar wo samn bdlne laga
faraz koh pe bejli kuch is tarah chmaki
labas wadi wa dashaat wa daman bdlne laga
kesy keh doo keh mujh chor diya
ko ba ko phail gai baat shnasai ki
us ne Khooshbo ki tarah meri pazirahi ki
kesy keh doo keh mujh chor diya hai us ne
baat to such hai magar baat hai raswai ki
wo kehin bhi gyea loot to mere pas aaya
bus yehi baat hai achi mere har jai ju
tera pahlo tere dil ki tarah abad rahe
tujh pe guzarhe na qaumat shab tanhai ki
us ne jalti hoi peshani pe jub haat rakha
ruh tak aagai tasir masihai ki
ab bhi barsaat ki ratoon mein badan totta hai
ab jaag authti hain ajab khawashein angraaie ki
Teri jadai mein kis tarah sabr aa jata
woh ham nahi jinhin sehna ye jabr aajata
teri jadai mein kis tarah sabr aa jata
fasilein toor na dytey jawab ke ahal qafas
to aur tarah ka alaan jabar aajata
wo fasala tha dua aur mustabi mein
keh dhoop magne jate to abar aajata
mujh ko chor ke jes aadmi ke pas gyea
brabri ka bhi hota to sabar aajata
wazir w shah bhi khs khano sey nikal aatey
agar gaman mein angar qabar aajata
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section