Mein Junglon Ki Taraf Chal Para
Mein Junglon Ki Taraf Chal Para Hon Chore Ke Ghar
Yeh Kya Ke Ghar Ki Udasi Bhi Sath Ho Gayi Hai
Itna Meetha Tha Woh Ghusse Bhara
Itna Meetha Tha Woh Ghusse Bhara Lehja Mat Pooch
Is Ne Jis Ko Bhi Jane Ka Kaha Baith Gaya
Is Ki Marzi Woh Jisay Paas
Is Ki Marzi Woh Jisay Paas Bitha Le Apne
Is Pay Kya Larna Falan Meri Jagah Baith Gaya
Bazm Jjanan Mein Nashistain Nahi
Bazm Jjanan Mein Nashistain Nahi Hoten Makhsoos
Jo Bhi Ik Baar Jahan Baith Gaya Baith Gaya
Tera Chup Rehna Marey Zehen Mein
Tera Chup Rehna Marey Zehen Mein Kya Baith Gaya
Itni Aawazian Tujhe Den Ke Gala Baith Gaya
Mahaaz Ishhq Se Kab Kon Bach
Mahaaz Ishhq Se Kab Kon Bach Ke Nikla Hai
To Bach Gaya Hai To Khairaat Kyun Nahi Karta
Agar Khuda Ne Bananay
Agar Khuda Ne Bananay Ka Ikhtiyar Diya
ilm bunun Ga Barchhi Nahi Bunun Ga
Jab Is Ki Tasweer Banaya Karta Tha
Jab Is Ki Tasweer Banaya Karta Tha
Kamra Rangon Se Bhar Jaya Karta Tha
Jo Daikhta Hon Mein Woh
Is Aik Dar Se Khawab Daikhta Nahi
Jo Daikhta Hon Mein Woh Bhoolta Nahi
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment section